| English | Hindi |
| Kisi ki muskurahaton pe ho nisaar Kisi ka dard mil sake to le udhaar Kisi ke vaaste ho tere dil mein pyar Jeena isi ka naam hai Maana apni jeb se fakir hain Phir bhi yaaron dil ke hum ameer hain Maana apni jeb se fakir hain Phir bhi yaaron dil ke hum ameer hain Mite jo pyar ke liye wo zindagi Jale bahaar ke liye wo zindagi Kisi ko ho na ho hamein to aitbaar Jeena isi ka naam hai Rishta dil se dil ke aitbaar ka Zinda hai hum hi se naam pyar ka Rishta dil se dil ke aitbaar ka Zinda hai hum hi se naam pyar ka Ke mar ke bhi kisi ko yaad ayenge Kisi ke aansuon mein muskuraayenge Kahega phool har kali se baar baar Jeena isi ka naam hai Kisi ki muskurahaton pe ho nisaar | किसी की मुस्कुराहटों पे हो निसार किसी का दर्द मिल सके तो ले उधार किसी के वास्ते हो तेरे दिल में प्यार जीना इसी का नाम है माना अपनी जेब से फकीर हैं फिर भी यारों दिल के हम अमीर हैं माना अपनी जेब से फकीर हैं फिर भी यारों दिल के हम अमीर हैं मिटे जो प्यार के लिए वो जिंदगी जले बहार के लिए वो जिंदगी किसी को हो ना हो हमें तो ऐतबार जीना इसी का नाम है रिश्ता दिल से दिल के ऐतबार का जिंदा है हम ही से नाम प्यार का रिश्ता दिल से दिल के ऐतबार का जिंदा है हम ही से नाम प्यार का के मर के भी किसी को याद आएंगे किसी के आंसुओं में मुस्कुराएंगे कहेगा फूल हर कली से बार-बार जीना इसी का नाम है किसी की मुस्कुराहटों पे हो निसार |
0
0
votes
Article Rating
Subscribe
Login
0 Comments
Oldest
Newest
Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
- Also You May Like:
Saiyaara Title Track Song (Male Version) Piano Notes | Faheem Abdullah, Arslan Nizami, Tanishk Bagchi
Ye Dil Tum Bin Kahin Lagta Nahin – Izzat | Lyrics in English & Hindi
Aankhein Khuli – Mohabbatein | Lyrics
Chalte Chalte- Mohabbatein | Lyrics And Piano Notes of Song
- Notes Of Songs: